Saturday, July 12, 2008


सूर्य कुमार पाण्डेय का जन्म उत्तर प्रदेश के बलिया जिले में हुआ । अब तक १५ पुस्तकें प्रकाशित हो चुकी हैं ।
इनमे प्रमुख हैं पाण्डेयजी के पटाखे , पाण्डेयजी के ठहाके , चिकने घडे , वाह-वाह , पेट में दाढ़ीया हैं , रुकावट के लिए खेद है आदि । पिछले लगभग ४० वर्षों से साहित्य साधना में संलग्न हास्य कवि सूर्य कुमार पाण्डेय उन विरल कवियों में एक हैं जिन्होनें हास्य-व्यंग्य कविता मंच को चुटकुलेबाजी के प्रदुषण से मुक्त रखने में अपनी महत्त्वपूर्ण भूमिका का निर्वाह किया है । देश-विदेश के कवि-सम्मेलनों में बराबर शिरकत करने वाले पांडेयजी हिंदुस्तान के आकाशवाणी एवं दूरदर्शन के लोकप्रिय कवि हैं ।
इन्हे काका हाथरसी पुरस्कार , अट्टहास सम्मान , सूर सम्मान , विदूषक सम्मान , रविंद्रनाथ त्यागी सम्मान समेत दो दर्जेनसे अधिक प्रथिस्थित अलंकार प्राप्त हो चुके हैं । इनकी ख्याति व्यंग्य स्तंभकार के रूप में भी है ।
हिन्दी की प्रथिस्थित पत्र-पत्रिकियों में अनवरत प्रकाशित होने वाले कवि सूर्य कुमार पाण्डेय इस समय भारत के चार दैनिक अख़बारों के लिए गद्य एवं पद्य स्तम्भ लिख रहे हैं ।
इनके कविता साहित्य पर शोध कार्य हो चुका है । कई बाल-कविताएँ पाठ्य पुस्तकों में संकलित हैं ।

Kavi Surya Kumar Pandey


Kavi surya kumar pandey
Surya kumar pandey,53, ki ab tak 15 kavita pustakein prakashit ho chuki hain.jinmen pramukh hain;Pande ji ke Patakhe,Pande ji ke Thahake,Chikne Ghade,Wah-Wah,Pait mein Daadhiyan hain,Rukawat ke liye khed hai aadi.Pichhle lagbhag 40 varshon se nirantar saahitya sadhana mein sanlagn hasya kavi Surya kumar un kaviyaon mein ek hain, jinhon ne hasya vyangya kavita manch ko chutkule baji ke pradushan se mukt rakhne mein apni mahatwpurn bhumika ka nirvah kiya hai.Desh-videsh ke kavisammelanon mein shirkat karne vaale pandey ji Hindustan ke aakashwani tatha doordarshan ke lokpriy kavi hain.

Unhe Kaka Hathrasi puruskar,Atthas samman,Soor puraskar,Vidushak samman samet 2dozen se adhik pratishthit alankaran prapt ho chuke hain.Inki khyati vyangya stambhkar ke roop me bhi hai.Hindi ki pratisthit patra-patrikaon me anvarat prakashit hone wale kavi surya kumar pandey is samay UP Govt mein adhikari hain. Inke kavita sahitya par shodh karya bhi ho chukka hai.Kai baal kavitayen pathya pustakon evam sankalanon mein sammilit hain.
Address - 9 triveni nagar second,
Lucknow-226020 (India)
Contact No. -0522-2756000
09335906711